Recent News
पूज्य आसाराम बापूजी के अवतरण दिवस (४ अप्रैल २०१०) को देश और विदेशों में “सेवा सदभावना दिवस” के रूप में मनाया गया |
जरूरतमंदों और गरीबों को भोजन , अन्न , वस्त्र तथा जीवनुप्योगी वस्तओं का वितरण किया गया |
कई जेलों में विडियो सत्संग तथा भोज का आयोजन भी हुआ |
भगवन्नाम के उच्चारण से वातावरण में सात्विकता , शांति तथा सदभावना लाने के उद्देश्य से संकीर्तन यात्रा का भी आयोजन हुआ |
अस्पतालों में गरीब रोगियों में फल , सत्साहित्य का वितरण भी हुआ |
कई स्कूलों में निशुल्क नोटबुक , सत्साहित्य का वितरण भी हुआ |




December 7, 2009 - 10:09 pm
Hum bapuji k bacheey hain or uunkeey liyey kuchb hee kerneey ko teyaar beytheey hain jiseey aazmaa ker deykhna hai dekh leey. Kayee baar yeh shareer mara agar ek baar gurudev k liyey merna pareey toh marneey k liyey bhee teyaar hain
[Reply]
SN Gurjar Reply:
December 8th, 2009 at 1:14 am
Guru charno ke anuragiyo tumhe lakho pranam, Guru swaroop hi utpatti, isthiti aur lay ka samarthya deta hai.
[Reply]
December 8, 2009 - 6:03 am
jo aapna he naa huya
voh desh ka rakhwala kya honga,
jo guru ka naa huya
voh bhagwan ka payara kya honga.
guru dev ka itna pas rahkar bi gurudev ko jo nahi pechan saka aur gurudev ka bara ma joulta sidha bol raha hai bhagwan unko sadbudhi da .gurudev es grahankal sa aur bi prakhar ho kar chamka ga yeh sari dunya dekha gi aisa hamara dhrir vishwash hai.
[Reply]
December 8, 2009 - 9:42 am
aakal mritu wo mare jo kam kare chandal ka maut v uska kya bigare jo bhakt ho mahakal(BAPU JI) KA.Bapu Ji ke liye mera sarir kisi tarah kam aa jaye to dhanya samjhunga.
[Reply]
December 9, 2009 - 4:28 am
P.P.GUREDEVJI KE SRICHARANO ME PRANAM,
BAPUJI, aap sahete rahe aur hame samjhate rahe, ab bas ho gaya in shadyantrakarion ka natak ab shabdh nahi shastra chalega. Ab run hoga sahene ki shakti samapt ho gayi Guruvar aap hi rah dikhayen us raste se chalkar hum manzil ko paayen.
[Reply]
December 9, 2009 - 4:58 pm
param pujya Bapuji sirif Guru nehi woh Bhagawan ke avatar hei.jo log unka kuprachar karte hei unko saja dena chahiya.
[Reply]
December 9, 2009 - 9:51 pm
GURU BRAHMA, GURU BISHNU, GURU DEBA MAHESWAR,GURU SAKHYATE PARAMA BRAHMA TASWMESRI GURUBE NAMAH.Brahma,Bishnu,Maheswara ka jo kuprachar karete hei unka kya hona chahiya…………………..OM HRIM OM,OM HRIM OM,OM HRIM OM.
[Reply]
December 9, 2009 - 10:23 pm
guru ji to swiam bashita muni ke sakshat avtar hain.
[Reply]
Dhiraj Sinha Reply:
December 11th, 2009 at 2:54 pm
Hari OM Rajeev Bhai.Bhagwan toh Bhagwan hote hai. Fir wow kisika avtar kya lege.
Humare Param Shri toh iss yug main manav sarir main hum sabhi ke kalyan ke liye aye hai.
Jaise Sri krishna, Ram aur shiv… Inki tulna hum kisis se nahi Ki ja sakti waise hi Jinka hirday Ram ke saman hai or jinke navi main shiv werajmaan hai aise Param Shri Kit tulna Kisi bhi mahapurus , Surya , Chand, Ful or cheez ya vastu se krana theek nahi.
JO ISS SRISTHI KE RACHAYTA HAI UNKI TULNA UNHI KE BANAYE VASTU SE KARNA USHIT NAHI.Hum Sabhi Sadhak Bhai/Bhaino ko ye apradah nahi karni chaiye.
OH HRIMM OM
[Reply]
December 9, 2009 - 10:41 pm
Modi sarakar garba karana chahiya ki apka Rajya me Brahma gyani santha hei jo sara Biswo ko gyana pradan karete hei unka suprachar karena apka dharma hei………yadi ap Hindu ho to.abi vi samaya hei………………..
HARI OM,HARI OM,HARI OM.
[Reply]
December 10, 2009 - 2:24 am
AB JITNE KI BARI HUMARI HAI –pujye bapu ji ne rajokari aashram me kaha ki uddham sahasam dehreyam buddhi shakti prakrama, abhi dherye rakho ,agar shadyantrakariyo ki puri planing hai to parmatama ki or prakarti ki bhi puri vyavashtha hai . he gurudev ab or esi leela mat kijiye , hum jante hai ye guru ki leela hai per ab or nahi , jaise humare guru ke aashram per gujraat police or sarkar or media ka kehar barsa or sadhak abhi tak chup hai iske peechey bhi guru ki shakti kaam kar rahi hai , LEKIN PURI DUNIYA KE SADHKO AB HUMARI GURU DAKSHINA KI BARI HAI ,AGAR BAPU JI PER KOI BHI AANCH AAYI TO PHIR SADHKO DWARA SHIV KA TANDAV HOGA BHARAT DESH ME OR SARI DUNIYA DEKHEGI KI JAB ISHWER KE RASTE CHALNE WALE APNI MARYADA TODTE HAI TO KYA HOTA HAI , OM OM OM TYAAR RAHO APNI JAAN DENE KE LIYE KYOKI AB JITNE KI BAARI HUMARI HAI OR HEY GUJRAT KE SADHKO , AB JAGO AAPKI TAKAT KE AAGEY ADHARM NAHI TIK PAYEGA .PURE VISHV KE SADHKO ,UTHO OR JO JITNI TAKAT RAKHTA HO AB USKA USE KARO VARNA AAPKI TAKAT KISI KAAM KI NAHI REH JAYGI , OR YE SIDHAANT YAAD RAKHNA , KARYE SAADHYAAMI VAA DEH PATYAAMI , YA TO AB AATTAIYO KA ANT HOGA YA PHIR HUM APNA JIWAN SAMAPT KAR LENGHE, OM OM OM OM OM ,SAMAST SADHAK , ALL OVER WORLD.
[Reply]
yugal kishore gupta Reply:
December 10th, 2009 at 9:14 am
jeet hamesha dharm ki hi hoti hai or adharm ka nash hone ka samay aa gaya hai sabhi sadhak jo jahan jis bhi kam me laga wah apne antar atma me “OM HEERIM OM” ka jaap karte rahe
[Reply]
surendra singh rathore Reply:
December 13th, 2009 at 9:19 pm
ab aur saha nahi jata, hamara to man kahta hain ki vishava vyapi relli nikal kar logo, prashashan ko dhikha diya jaye ki unhone kaisi bhul ki hain. tabhi meri guru seva hogi. he guredev ab to tisra netra khol do, hamse saha nahi jata hain
[Reply]
December 10, 2009 - 2:24 am
SASTRO ME KAHA GAYA HAI KI SYAR KI MOOT AATI HAI TO BO NAGAR KI OUR BAGATA HAI
JO LOG BAPU JI KE LIYE SADYANTRA KAR RAHE HAI TO UNKO UNKE BANS KE BARE ME SOCHNA CHAYE SANT KE NIDAK KA BANS BHI TABAHA HO JATA HAI OUR UNKO PAANI DENE BALA BHI NAHI MILTA CHAHE BO RAJA HO YA PRAJA HO
[Reply]
December 10, 2009 - 2:30 am
BAPU KE PAYRE AB SANTI KA NAHI KRANTI KA SAMAYA HAI
AB SAHA NAHI JAYEGA DHARTI HOGI KHU SE LAL BO SAMAY AB JALD AYEGA
DEGE KURBANI GURU KE PAYRE
AGAR GIRA KHU JAMI PAR TO
FIR PRALAYA AYEGA
SAMAL JAO O NINDAKO NAHI TO
FIR MOUKA NAHI DIYA JAYEGA
[Reply]
December 10, 2009 - 2:34 am
ek kavita padi thi humne apne bachpan me , uski kuch line yaha de raha hu ,
jab bhagvan krishan ne pandvo ki taraph se kewal paanch gaavo ka prastav rakha duryodhan ke aage to veh or krodit ho gaya —- duryodhan veh bhi de na saka , aashish samaj ki le na saka ulta hari ko baandhne chala , jo tha aasaadhye usey sadhne chala , dagmag dugmag diggaj dole, bhagvan kupit hokar bole , yachna nahi ab rann hoga, jiwan hoga ya ya maran hoga, bhai per bhai tutege ,vish baan bund ke chutege aakhir tu dharashayee hoga,hinsa ka aat-taayi hoga.
RAJU CHANDAK AB DURYODHAN KA KAAM KAR RAHA HAI OR PHIR EK BAR BHAGVAN KO BANDHNE KE KOSHISH KAR RAHA HAI
[Reply]
December 10, 2009 - 2:34 am
SISYA HAR DAM GURU KE KARYA KE LIYA TEYAAR HAI CHE KUCH BHI HO EK BAAR GURU KARYA SAMBHLENE KA MOUKA MIL JYE
YE SARIR GURU KE KAAM AA JAYE
[Reply]
December 11, 2009 - 12:36 am
energy is constant so what can be lost nothing what guru said this type of things occurs just to tone up us and we become little more conscious,if some one is against us then let it be ,let se how long they can make their stand ,truth never dies ,if bapu plays a trick it is accepted we should play the trick ,Lord krishna did in mahabharat,thank god this people are now surfacing ,we should not panic but handle with wisdom and be protected LOVE U BAPU
[Reply]
December 11, 2009 - 3:34 am
bapu sakshat bramh hai ..yeh in bhogio ki murkhata hai aur durbhagya hai ki woh kis sanskar aur dharm se jude hai unhe nahi pata ..aisi harkat sadhko par karke unhone apne purvajo ko gali dekar apman kiya hai ..
[Reply]
December 11, 2009 - 11:17 pm
HARI OM…………, Bapu ji to swaim hi atam gayani hain, ishwar se unki swaim warta haoti hai. aise sant maha purush ko badnam karne walo ka swaim hi nas ho jayega. Guru ji ne swaim hi kaha hai 1 mahine me prakriti swaim hi un logo ko saja degi. ham sabhi sadhal bhaio aur bahano ko guru ji dwara batai “OM HARI OM” Ka nirantar jap aur dusto ke nas ke liye prathana karni chaiye.
[Reply]
December 11, 2009 - 11:22 pm
“GURU GOBIND DOU KHADE KAKE LAGU PAI, BALIHARI GURU APANE GOBIND DIO BATIEA”
Jis param pujya guru ji ne hame sakchat iswar ke darshan kara diye, unke khilaf kuprachar karne walo ka kay hoga Ap sabhi log jante hain. BUS “OM HARI OM……………………..” KARTE RAHAIN.
[Reply]
December 13, 2009 - 3:15 am
Hariom. Do not panic and do not anything under any pressure. But we have to be prepared to bring truth before everybody and besides, chanting of Aum Hrim Aum so that good good thoughts and vibrations are spread for the betterment especially bestowing Sadbudhi to those who are all against Pujya Bapu Ji.
[Reply]
December 13, 2009 - 6:52 am
Hariom. I just now heard the Audio Satsang of Pujya Guru Dev Ji on internet from Eknatvaas. I have no words to express my joy. Pujya Bapu Ji has impressed upon all of us that should not do anything in haste that will encourage those elements who have been hell bent and responsible for maligning his name that of the Sadhaks and Ashrams. He also said that what they will get out of this falseness is their business, but in the end they will be certainly exposed and truth will always prevail and Sadkaks shall have to bear, do not be sad and chant Hari Aum for the betterment of each and everybody.
[Reply]
December 15, 2009 - 12:40 am
“DEV BHUMI UTTRAKHAND SE IS KUPRACHAR KE KHILAF HAM SABHI SADHAK BHAI AUR BHANO KO EK PAD YATRA KA SANKH NADH KARNA HOGA “Main Adhik se Adhik Sadhakon Ke sath is Devbhumi “UTTRAKHAND” Param Pujya Shri Guru Dev Ji ke Suprachar ka sankh Nadh Karna Chata Hun.Jis Tarah Patit Pawani Ganga Aur Yamuna isi Uttrakhand se Nikalkar Pure Bharat varsh ko Mukti pradan Karti Hain usi Taraha hamain bhi Pujya Guru ke is punit karya ko is Devbhumi uttrakhand se karna hoga Mujhe Param pujya Guru ki Kripa se purn Biswas hai ki ham Sab milkar In Sadyantrakariyon ko Benakab Kar Denge.
Agar Apake koi sadhak Bhai Bahan janne Wale uttrakhand main hain to Kripaya kar un sabko is mail ke madhayam Se suchit karne ka ye punit Karya karain. Agar koi sadhak Bhai bahan guru ke is punit karya me sahabhagi banana chata hai to write me “rajiv_singh666@yahoo.com”
Hari Om
Rajeev Singh
Uttrakhand
[Reply]
December 15, 2009 - 6:50 am
abhi recently jo kuch bhi Gujrat police dward Sant shri ashram mein jabran gushkar nirdosh sadhko par jitne bhi zulm kiya gaya un sapka hisba kudrat zarror zarror karigi.
sadhak parivar gujrat sarkar se chief minister narinder modi se yeh purzor maang karta hai ki yaddi unki aanko mein zara si sharm bakhi hai to un aathzichari durachari police wale gundo ko turnth terminate kare aur unke khilap sakth se sakth action le warna is gujrant sarkar ke bhi kudrat jaldi jaldi hisab kar degi!1
HARI OM ! HARI OM !!
[Reply]
December 18, 2009 - 10:07 pm
SAMPRADAAYIKTA KI AAR MAI CHHIP KAR JO HINSA PHELLAYE HAI
,VE YE NA SOCHEY HUM CHUP HAI HUM BHARAT VASI KEHLAATEY HAI ,
MASZID KO BANA DO TUM DARGAAH,CHAHE MANDIR KO BADNAM KARO
GURUDWARO ME KATO TUM SHEESH,
CHAHEY
GIRIJA ME KATLE AAM KARO .
PER MITA NAHI SAKTEY EKTA,
JO DESH PREM KI JANNI HAI ,
YE KAL PARSO KI BAAT NAHI ,ITHIHAAS MAI ABTAK AGRNI HAI
VE LOG KUCH TO SHARM KARE
JO LAALCH ME DESH KO KHAATE HAI ,
UNSE TO VE CHAATAK PAKSHI BHALE ,
JO BIN PAANI MAR JATE HAI .
HUM SANKALPIT HAI , SANSKRITI PER VAR SAHEGE NAHI , SANSKRITI PER VAR HONE DENGE NAHI , SANSKRITI KO NASHT HONE DENGE NAHI .
[Reply]
December 21, 2009 - 9:58 pm
Is Kuprachar ka jawab dene ke liye Bapuji ka ya Samiti ka alag TV Channel shuru hona Chahiye.Anyatha hum per isi prakar prahar hotey rahenge,aur hum is aag men jhulaste rahenge aur us marg se bhatak jayenge jis per chalne ki prerna Pujya SadGuruDev ne di hey.Dushman yahi chahte hey ki hum bhatak jayen aur hamari sadhna men vighna aayen.
[Reply]
December 22, 2009 - 4:29 pm
Hari om…..
Makar sankranti parvaper harsaal uttarayan dhyan yoga shivir BADI DUMDAMSE PUJYA GURUDEV KE SAANIDYA ME hota hi aaya hai,is shivirme vishwabharke kone kone se bhaktaloga gurudarshan, diksha,satasang,grahan karane keliye doude chale aate hai,is per rokalagane ki,bhaada dalneki sajhishme ashram,sadakoper attack kiyagaya hai saathme pooja gurudev aur narayan saiko badanam kiyagaya hai,priya gurubhaio meri binati hai ki jaago..jagao..JULMA SAHENA PAAPA HAI is guruvani ko manan karo chale nickelo gharse,samaya aaya hai OM HREEM OM manna maala gumate,ab bhala ghumana hai..jo hoga dekha jayega uttarayan dhyan yoga shivirme bhagalena bahuta jaruri hai,hum sub ka dharma hai aur GURUDAKSHINA denahbi baaki hai!!!
!
[Reply]
December 24, 2009 - 5:32 am
sabhi sdahak bhaiyooo see anurodh haii ki is barr Uttrayan shiwirr mee jaha tak hoskee jaraur puchee. Is barr hum Uttarayan shiwir itni bhair jutayee kii kuprechar karnee walo koo joro ka tamachee lageee..
hariom,hariom&7hariom
[Reply]
December 24, 2009 - 11:32 pm
जहाँ दिव्यता ही जीवन है
सागर का गांभीर्य जहाँ
जो कर्मो की फुलवारी है
नत-मस्तक है विश्व वहाँ ॥१॥
विपदाएँ कितनी आयी है
कितने ही आघात सहे
किन्तु अचल जो खड़ा हुआ है
वंदन शत-शत नरवर हे ॥२॥
जिसके मन में ध्येय देव का
निशिदिन चिंतन वंदन है
देशभक्ति का प्रकश हँसता
जग को पंथ दिखाता है ॥३॥
जिसका स्मित चैतन्य पुरुष है
शब्द-शब्द नवदीप प्रखर
जिसकी कृति से भविष्य उज्ज्वल
उसको जग का वंदन है ॥४॥
[Reply]
December 24, 2009 - 11:40 pm
हिंदु युवकों आज का युग धर्म शक्ति उपासना है ॥
बस बहुत अब हो चुकी है शांति की चर्चा यहाँ पर
हो चुकी अति ही अहिंसा सत्य की चर्चा यहाँ पर
ये मधुर सिद्धान्त रक्षा देश की पर कर ना पाए
ऐतिहासिक सत्य है यह सत्य अब पहचानना है ॥
हम चले थे विश्व भर को प्रेम का संदेश देने
किंतु जिन को बंधु समझा आ गया वह प्राण लेने
शक्ति की हम ने उपेक्षा की इसीका दंड पाया
यह प्रकृति का ही नियम है अब हमे यह जानना है ॥
जग नही सुनता कभी दुर्बल जनों का शान्ति प्रवचन
सिर झुकाता है उसे जो कर सके रिपु मान मर्दन
हृदय मे हो प्रेम लेकिन शक्ति भी कर मे प्रबल हो
यह सफलता मन्त्र है करना इसी की साधना है ॥
यह न भूलो इस जगत मे सब नही है संत मानव
व्यक्ति भी है राष्ट्र भी है जो प्रकृति के घोर दानव
दुष्ट दानव दमनकारी शक्ति का संचय करे हम
आज पीडित मातृभू की बस यही आराधना है ॥
JAAGO SADHAKO JAAGO,ADHIK SE ADHIK EK HOKER I S O ,JANTER MANTER PER PAHUNCHO
APNE GURUDEV KE LIYE JIS KISI NE BHI IS SHADYANR ME HAATH DALA HAI USKO ISKA MULYE TO CHUKANA HI HOGA
AB BHI JISKA KHUN NA UBLEY ,KHUN NAHI VO PANI HAI
[Reply]
January 7, 2010 - 5:15 am
sakkar khila sakkar mile,takkar khila takkar mile, neki ka badla nek hai, jo auro ko dale chakkar me wo khud bhi chakkar khata hai, jo auro ko dale takkar me wo khud bhi takkar khata hai.
[Reply]
April 10, 2010 - 1:52 am
santo ka avtaar dhara per hua na jaane kitni baar , kintu humne to apne jiwan me dekha pehli baar , aankho se ganga beh nikli bajne lage hirdey ke taar , jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
duniya kehti thi bade sant hai mai kehta avtaar hai vo, ek nazar me kiya diwana kaise adbhut jhankaar hai vo , nikat aaye jab bapu mere kaap uthey the rom hazar, jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
kaisa adbhut roop nirala kaisi mast hai unki chaal , unki ek madhur jhalak ne kar diya mujh per vajr sa paat , jiwan mera badal gaya or toot gaya bhogo ka taar, jab maine pyare baapu ko aankho se dekha pehli baar.
bole bapu ek baat suno samay na aata phir se haath , jiwan usi ka dhanye hoga jise mile sadguru ka saath , jitey ji jiwan mukt bano mukh se bole mere kartaar , jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
sookh gayi dukh ki nadiya , or sukh ka hua ujjala tha, mujhko yu mehsus hua jyo piya prem ka pyala tha, mata pita hari se jyada diya mujhe sadguru ne pyar, jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
purnhuti hui satsang ki ,ab to mujhe ghar jana tha, kintu man me yu lagta ye ghar sansaar begana tha, phir samjh me aaya meri ,ho gaya tha sadguru se pyar, jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
aankho se aansu behtey they, or mukh me ye hi vani thi , jab door hi mujh se rehna tha , phir kahe lagan lagani thi, swapn me ik din prakat hue vo beh uthi ashro ki dhaar , jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
samajh me aaya na kuch bhi hua mook badhir sa tha , man ki trishna khatam hui thi sunder ik anubhav sa tha , mila tha mujhko apne sadguru se jiwan ka saccha saar , jab maine pyare bapu ko aankho se dekha pehli baar.
[Reply]
April 13, 2010 - 7:52 am
Hari Om, Humare Bapuji to khudhi Ishwari Avatar hai. Isliye oonke saath khudahi khud hai. Abhi jo CID ka report publish huha hai oosase mediwale aur chhanelwale samaj jaho humare Bapuji kaise hai. Itna kharab mahol hote huhebhi humare Bapuji ka satsangake madhyamse Ishwari Karya shuru hai aur aage bhi shuruhi rahega. Humare Bapuji kitne mahan hai. Humare Bapujike bareme kitna bhi likhe to bhi kum hai.
[Reply]
April 22, 2010 - 10:51 pm
संतो का अवतार धरा पर हुआ न जाने कितनी बार , किन्तु हमने तो अपने जीवन में देखा पहली बार , आँखों से गंगा बह निकली बजने लगे हिरदे के तार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
दुनिया कहती थी बड़े संत है मै कहता अवतार है वो , एक नज़र में किया दीवाना कैसे अद्भुत झंकार है वो , निकट आये जब बापू मेरे कॉप उठे थे रोम हज़ार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
कैसा अद्भुत रूप निराला कैसी मस्त है उनकी चाल , उनकी एक मधुर झलक ने कर दिया मुझ पर वज्र सा पात , जीवन मेरा बदल गया और टूट गया भोगो का तार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
बोले बापू एक बात सुनो समय न आता फिर से हाथ , जीवन उसी का धन्य होगा जिसे मिले सदगुरु का साथ , जीते जी जीवन मुक्त बनो मुख से बोले मेरे करतार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
सूख गयी दुःख की नदिया , और सुख का हुआ उज्जाला था , मुझको यु महसूस हुआ ज्यो पिया प्रेम का प्याला था , माता पिता हरी से ज्यादा दिया मुझे सदगुरु ने प्यार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
पुर्नहुती हुई सत्संग की ,अब तो मुझे घर जाना था , किन्तु मन में यु लगता ये घर संसार बेगाना था , फिर समझ में आया मेरी ,हो गया था सदगुरु से प्यार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
बदल गया रंग ढंग जीने का हरी की लगन ही प्यारी थी कैसे फिर फिर दर्शन पाँऊ बस चड़ी यही खुमारी थी स्वप्न में इक दिन प्रकट हुए वो बह उठी अश्रो की धार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार .
आँखों से आंसू बहते थे और मुख में ये ही वाणी थी जब दूर ही मुझ से रहना था फिर काहे लगन लगनी थी अश्रू पोंछ के बोले बेटा इसी को कहते सच्चा प्यार ,जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार
समझ में आया न कुछ भी हुआ मूक बधिर सा था , मन की तृष्णा ख़तम हुई थी सुंदर इक अनुभव सा था , मिला था मुझको अपने सदगुरु से जीवन का सच्चा सार , जब मैंने प्यारे बापू को आँखों से देखा पहली बार
देवेंदर शर्मा
[Reply]
May 8, 2010 - 11:13 pm
Guru ji…
Charansaparash..
Hari Om…
Apki kripa sab par bani rhe…
Aap hamara margdarshan karte rahe…
Aapka shisheya Hemant..
[Reply]
July 6, 2010 - 7:39 am
He Prabhu,
Ab Ye Ladne Jhagadne Wali Leela Ko Samapt
Kar Humein Kast Se Nivvrit Karein Prabhu.
Hum Jante Hain Ki Ashram Me Jo Kuch Bhi Ho
Raha Hai Usme Kahi Na Kahi Apki Hi Leela
Hai. Aap Hum Bhaktjano Ki Pariksha Le Rahe
Hai Ki Koun Apni Bhakti Se Peeche Hat Jata
Hai. Parantu He Prabhu Ham Sadhak Bandhu Peeche Hatne wale Nahin. Agar Jarurat Padi To Hum Sadhak Bandhu Bhi baithe Nahin Rahenge. Aur Sirf Gujrat Hi Nahi Poora Wishwa Humare Sath Hai. Isliye He Prabhu Ab Is Leela Ka Samapan Karein. HARI OM OM OM.
Aapka Shishya Samit…..
[Reply]
July 13, 2010 - 6:15 am
hari om,guru charno main mera koti koti param , main hari om bhaiyo se janan chahata ho ki kya dhourka sector 11-12 main sambhawit guru charno ka darshan hone ka koi plan hain agar hain to mere e-mail id per kirpya suchana dene ka kast kere.
apka hari om bhai
kamendra kr rai
new delhi
[Reply]
July 13, 2010 - 6:17 am
guru charno ka bar -n-bar pranam
[Reply]
August 8, 2010 - 8:44 am
Hari om ji, ashram ki website par jogi re tere pyar me wala sumadhur bhajan lattest download section par dalne ki kripa kare
[Reply]
September 6, 2010 - 4:29 am
hari om
[Reply]